Dil Ye Bekarar Kyun Hai Lyrics – Players

Dil Ye Bekarar Kyun Hai Song Details

Movie: Players (2012)
Music Director: Pritam
Lyricist: Ashish Pandit
Singer(s):Mohit Chauhan
Star Cast: Abhishek Bachchan, Sonam Kapoor, Bobby Deol, Bipasha Basu, Neil Nitin Mukesh
Director: Abbas Mustan
Release Date: January 6th 2012

Dil Ye Bekarar Kyun Hai Lyrics – PlayersDil Ye Bekarar Kyun Hai Lyrics

Yeah Yeah…
Yeah Yeah…
Hey…

Kyun raaton ko main ab
Chain se so na sakoon
O o o o…

Kyun aata nahi mujhe
Din mein bhi chain-o-sukoon
O o o o…

Kyun aisa hota hai main
Khud se hi baatein karoon
O o o o…

Kyun tu joh bole
Koi sune na woh main hi sunu

Dil yeh bekarar kyun hai
Ispe dhun sawaar kyun hai
Kyu hai ye khumaar kyun hai
Tu bataa…
Tu bataa

Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyu hai yeh khumaar kyun hai
Tu bataa
Tu bataa…
Tu bataa…

Kyun tujhe dekhe bina
Aata nahi dil ko sabar
O o o o…

Kyun tere chehre se
Hatt ti nahi yeh nazar
O o o o….

Kyun tujhe paake
Mmujhe rehta hai khone ka darr
O o o o…

Kyun tere siwaa saari duniya se
Hoon mein bekhabar

Dil yeh bekarar kyun hai
Ispe dhun sawaar kyun hai
Kyu hai ye khumaar kyun hai
Tu bataa…

Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyu hai yeh khumaar kyun hai
Tu bataa
Tu bataa…
Tu bataa…

Yeh pyaar hai
Joh tujhe ho gaya hai
Naa jaane kyun tu
Iss se tha bekhabar
Jo aajkal yeh tujhe
Ho raha hai
Nahi aur kuch
Hai ye pyaar ka asar

Kyun tere jalwo ka
Chatt ta nahi hai dhuaan
O o o o….

Kyun chale hawaa
Toh lage ki tune chhuaa
O o o o….

Kyun maangta hai dil
Tere liye roz duaa
O o o o….

Kyun ho raha jo woh
Mujhe pehle naa hua

Dil yeh bekarar kyun hai
Ispe dhun sawaar kyun hai
Kyu hai ye khumaar kyun hai
Tu bataa…

Tera intezar kyun hai
Tujhpe aitbaar kyun hai
Kyu hai yeh khumaar kyun hai
Tu bataa
Tu bataa…
Tu bataa…

Anand Bora

I'm Music Enthusiast person, I like watching action movies and hanging out with my friends. Follow me on Google+ and Facebook

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *